
Veal Rib Chops
Premium cut for grilling and roasting
Rs 1800.00
Veal Rib Chops
Mukammal Saf Beef: Bachhiya ki aala darja ki pasliyan (chops), jo Grill, Fry aur Masala Chops bananay ke liye behtareen hain.
Healthy: Taza aur naram gosht jo qudrati protein se bharpoor hai, jo aap ki dawat ko sehatmand aur lajawab banata hai.
Neat and Clean: Faltu charbi aur gair-zaroori parda hata kar nihayat ehtiyat se saaf ki gayi khoobsurat champain.
Sehatmand Janwar Say lia gia: Sirf jawan aur sehatmand bachhiya ka intekhab, taake champain naram hon aur makkhan ki tarah gal jayein.
Already Wash and clean jo aap ka waqt bachayae: Itni behtareen safayi ke aap ka kitchen mein qeemti waqt bach jaye aur aap foran marination shuru kar sakein.
1 Kg ka matlab 1000 Gram Mukammal no 900 Gram: Poora wazan hamari guarantee hai, 1 kg ka matlab poora 1000 gram mukammal wazan.
Fast Delivery: Taza veal rib chops foran aap ki dehleez tak pohanchane ki zimmedari.
