
Veal Boneless Loaf
Veal Boneless Loaf (Per Kg)
Rs 1600.00
Veal Boneless Loaf
Mukammal Saf Beef: Bachhiya ka nihayat naram aur be-jorh boneless loaf, jo Roast aur behtareen Steaks bananay ke liye ideal hai.
Healthy: Kam charbi aur zyada protein wala taza gosht, jo har umar ke logon ki sehat ke liye behtareen hai.
Neat and Clean: Faltu parda aur charbi hata kar ek hi piece (loaf) ki surat mein nihayat safayi se tayyar kiya gaya.
Sehatmand Janwar Say lia gia: Sirf jawan aur sehatmand bachhiya ka intekhab, taake gosht naram aur rasedar ho.
Already Wash and clean jo aap ka waqt bachayae: Itni behtareen safayi ke aap ka kitchen mein qeemti waqt bach jaye aur aap foran cooking shuru kar sakein.
1 Kg ka matlab 1000 Gram Mukammal no 900 Gram: Poora wazan hamari guarantee hai, 1 kg ka matlab poora 1000 gram ka loaf.
Fast Delivery:
