
Mutton Raan Karahi Cut
Mutton Raan Karahi Cut
Rs 3500.00
Mutton Raan Karahi Cut (Per Kg)
Mukammal Saf Mutton: Bakray ki raan ka behtareen gosht, jo Karahi ke liye munasib cuts mein tayyar hai.
Healthy: Taza aur qudrati ghizayat se bharpoor gosht, jo jismani taqat ke liye behtareen hai.
Neat and Clean: Faltu charbi aur parda (tissue) hata kar nihayat ehtiyat se saaf kiya gaya gosht.
Sehatmand Bakray Say lia gia: Sirf chuni hui sehatmand aur jawan bakray ka gosht, jo pakanay mein naram aur zayqedat ho.
Mukammal Saf jo dhonay mein aap ka waqt bachaye: Itni behtareen safayi ke aap ka kitchen mein qeemti waqt bach jaye.
1 Kg ka matlab 1000 Gram Mukammal no 900 Gram: Poora wazan hamari guarantee hai, 1 kg ka matlab pura 1000 gram.
Fast Delivery: Taza mutton raan cuts foran aap ki dehleez tak pohanchane ki zimmedari.
