Mutton Mince with 30% Fat

Mutton Mince with 30% Fat

Rs 3200.00

Mutton Mince with 30% Fat (Ziyada Charbi wala Keema)

  • Mukammal Saf Mutton: Behtareen machine se nikala gaya keema, jo khas taur par Chapli Kabab, Seekh Kabab aur Gola Kabab ke liye tayyar kiya gaya hai.

  • Healthy: Taza gosht aur 30% qudrati charbi ka behtareen tanasub (ratio), jo kabab ko tootne se bachata hai aur unhein juicy banata hai.

  • Neat and Clean: Safayi ka khas khyal rakha gaya hai, taake aap ko miley khalis aur pakanay ke liye bilkul tayyar keema.

  • Sehatmand Bakray Say lia gia: Sirf sehatmand bakray ka gosht aur saaf-suthri charbi istemal ki gayi hai taake asli zayqa barkarar rahe.

  • Mukammal Saf jo dhonay mein aap ka waqt bachaye: Itni behtareen safayi ke aap ka kitchen mein qeemti waqt bach jaye aur aap foran apne pasandida kabab bana sakein.

  • 1 Kg ka matlab 1000 Gram Mukammal no 900 Gram: Poora wazan hamari guarantee hai, 1 kg ka matlab poora 1000 gram ka bundle.

  • Fast Delivery: Taza pisa hua keema foran aap ki dehleez tak pohanchane ki zimmedari.