
Mutton Mince Regular with 10% Fat
Mutton Mince Regular with 10% Fat
Rs 3200.00
Mutton Mince Regular (10% Fat)
Mukammal Saf Mutton: Behtareen machine se nikala gaya keema, jo Kabab, Koftay aur Karahi ke liye bilkul perfect hai.
Healthy: Taza gosht aur 10% munasib charbi ka imtizaj, jo pakanay mein behtareen zayqa aur narmi paida karta hai.
Neat and Clean: Safayi ka khas khyal rakha gaya hai, taake aap ko miley khalis aur mayari keema.
Sehatmand Bakray Say lia gia: Sirf sehatmand bakray ka intekhab, jo aap ke khanon ka maza dubala kar de.
Mukammal Saf jo dhonay mein aap ka waqt bachaye: Itni behtareen safayi ke aap ka kitchen mein qeemti waqt bach jaye aur aap foran cooking shuru kar sakein.
1 Kg ka matlab 1000 Gram Mukammal no 900 Gram: Poora wazan hamari guarantee hai, 1 kg ka matlab poora 1000 gram zayqedat keema.
Fast Delivery: Taza pisa hua regular keema foran aap ki dehleez tak pohanchaya jayega
