Fresh Mutton Leg

Fresh Mutton Leg

Rs 4500.00

Fresh Mutton Leg (Raan)

  • Mukammal Saf Mutton: Bakray ki mukammal raan, jo Roast, Steam aur BBQ ke liye behtareen aur laziz intekhab hai.

  • Healthy: Protein aur qudrati minerals se bharpoor, jo taqat aur behtareen zayqa faraham karti hai.

  • Neat and Clean: Faltu charbi, parda aur gair-zaroori hissay hata kar nihayat ehtiyat se saaf ki gayi raan.

  • Sehatmand Bakray Say lia gia: Sirf jawan aur sehatmand bakray ki taza raan, taake gosht naram aur jaldi galne wala ho.

  • Mukammal Saf jo dhonay mein aap ka waqt bachaye: Itni behtareen safayi ke aap ka kitchen mein qeemti waqt bach jaye aur aap foran paka sakein.

  • 1 Kg ka matlab 1000 Gram Mukammal no 900 Gram: Poora wazan hamari guarantee hai, 1 kg ka matlab poora 1000 gram ka wazan.

  • Fast Delivery: Taza mutton raan foran aap ki dehleez tak pohanchane ki zimmedari.

Price maybe Vary Depends on Weight of Mutton Leg