
Chicken Samosa (12 Pieces)
Chicken Samosa (12 Pieces)
Rs 600.00
Chicken Samosa (12 Pieces)
Mukammal Saf Chicken: Behtareen zayqay ke liye khalis aur saf-suthra chicken istemal kiya gaya hai, jo khas masalon ke sath mil kar lajawab maza deta hai.
Healthy: High-protein chicken aur mayari ajza ka imtezaaj, jo aap ki sehat aur zayqe ka poora khyal rakhta hai.
Neat and Clean: Nihayat saf-suthre mahool mein aur safayi ke tamam asoolon ke mutabiq tayyar karda khasta samose.
Sehatmand Murgi Say lia gia: In samoson mein sirf sehatmand murgi ka gosht istemal kiya gaya hai, taake aap ko miley asli aur shandaar zayqa.
Ready To Cook jo aap ka waqt bachayae: Ye frozen samose pakanay ke liye bilkul tayyar hain. Bas nikaalein aur fry karein—aap ka mehnat aur waqt dono bachayein.
Fast Delivery: Taza aur khasta chicken samose foran aap ki dehleez tak pohanchane ki zimmedari.
